Post has attachment
πŸŒΉπŸŒΉπŸ˜ŠπŸ˜Šβ€β€πŸ’•πŸ’•πŸ˜ŠπŸ˜Šβ€β€πŸ’•πŸ’•πŸ˜ŠπŸ˜ŠπŸŒΉπŸŒΉ
Mere Jaan o Dil Mere Hum Safar
Main Udaas Hoon Koi Baat Kr,

Tere Lab Hilen To Kate Safar
Main Udaas Hoon Koi Baat Kr,

Koi Bojh Hai To Utaar De
Koi Khof Hai To Nikaal De,

Mera Haath Hai Tere Hath Par
Main Udas Hoon Koi Baat Kr,

Nahi Yaad Kitne Baras Gaye
Teri Guftago Ko Taras Gaye,

Meri Khirkiyan Mere Diwar o Dar
Main Udas Hon Koi Baat Kr

Tujhe Chup Hai Kesi Lagi Hui
Abhi Umr To Hai Pari Hui,

Abi Muskura Abi Gham Na Kar
Main Udas Hon Koi Bat Kr.πŸŒΉπŸŒΉπŸ˜ŠπŸ˜Šβ€β€πŸ’•πŸ’•πŸ˜ŠπŸ˜Šβ€β€πŸ’•πŸ’•πŸ˜ŠπŸ˜ŠπŸŒΉπŸŒΉο»Ώ
Photo

Post has attachment
Gd Morning. πŸŒΉπŸŒΉπŸ˜ŠπŸ˜Šβ€β€πŸ’•πŸ’•πŸ˜ŠπŸ˜Šβ€β€πŸ’•πŸ’•πŸ˜ŠπŸ˜ŠπŸŒΉπŸŒΉ
Wo Mayoosi Kay Lamhon Mein Zara Bhi Honsla Deta

To Hum Kaghaz Ki Kashti Py Samandar Mein Utar Jatey...!

♣▬ Main Aur Meri Tanhai ▬♣

Gd Morning πŸŒΉπŸŒΉπŸ˜ŠπŸ˜Šβ€β€πŸ’•πŸ’•πŸ˜ŠπŸ˜Šβ€β€πŸ’•πŸ’•πŸ˜ŠπŸ˜ŠπŸŒΉπŸŒΉο»Ώ
Photo

good morning in advanceο»Ώ
Wait while more posts are being loaded